Skip to main content

Posts

Showing posts from December, 2024

Labz

kuch alfaz jo shayad unkahin hi reh jayegi na uska malaal hai na hi khushi bhulayegi  gham mehsoos hota hai, magar kabhi kabhi ek fareb dil, wahm me farebi chalta hua kahi kabhi rukh jata zara tapish sa lagta ek sannata chah jata dil ki harkat jane kyun ghabrata  hai kuch din aur hai shayad thode sabak aur haan yehi hai sach saath hai labz aakhri bach